New Hindi Shayari
attitudes hindi qoutes लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
attitudes hindi qoutes लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

मंगलवार, 17 नवंबर 2020

Rahat Indori Shayari best Collection

 RAHAT INDORI BEST SHAYARIES

Rahat Indori shayri

INTRODUCTION 

Rahat  Indori ka Janam Indaur me 1 January 1950 ko Hua tha Rahat Indori India ka Famous shayar the unhe Shayari ke Zamane ka Ubharta (Rising) Star mana jata Tha .

Rahat Indori  ne apna career indra kumaar college indaur mein urdu saahity ke techar ke taur par shuroo kiya. Students ke beech vo jaldee hee lokapriy ho gaye. phir Rahat mushaayaron mein busy hote chale gaye  parivaar kee aarthik sthiti bahut achchhee nahin thee aur raahat jee ko shuruaati dinon mein kafi mushkilon ka saamana karana pada tha.


haal ke barason mein poore bharat aur videshon se Rahat Indori ko mushaayaron ke nimantran milate the. Rahat Indori me  gajab ke Shayari shamata aur maulikata thee. shabdon ke bazigari  bhi vo khoob jaanate the. isee se vo hit hote chale gaye. logon ke bich dilon mein jagah banane lage. unakee kavita khushabo khaasi hit rahi jisane unhen ek tarah se urdoo saahity ke duniya mein ek prasiddh shayar bana diya.

jaane-maane urdu shayar rahat indori ka 10 August 2020 ko corona positive hone ke kaaran indaur mein hospital mein bharti karaaya gaya tha. 24 ghante ke andar heart attack ke kaaran unaka nidhan ho gaya.


 
Rahat indori

chaliye Kch Un ke best Hindi Shayari Aap ko Dekhate Hai 

Sabhi Ka Khoon Hai Shamil 

yaha ki mitti me 

kisi ke baap Ka Hindustan

Thodi hai 


Best Attitude Shayari Of Rahat Indori

Rahat Indori Shayari


ROZ TAARON KI NUMAAISH ME 
KHALAL PADTA HAI 
CHAND PAGAL HAI ANDHERE ME 
NIKAL PADTA HAI 

BEAUTIFUL ATTITUDE HINDI SHAYARI
BY RAHAT INDORI

Rahat indori Shayari


MAINE MULKON KI TRAH 
LOGON KA DIL JEETA HAI 
YE HUKUMAT KISI TALWAAR KI 
MOHTAAJ NAHI ...
LOG HONTO PE SAJAYE FIRTE HAI 
MUJHE 
MERI SHOHRAT KISI AKHBAAR KI 
MOHTAAJ NAHI 

HINDI SHAYRI OF RAHAT INDORI 
Rahat indori Shayari


 
JO MANSABO KE PUJARI 
PEHAN KE AATE HAIN.
KULAH TAUK SE PEHAN 
KE AATE HAIN
SHAHER TERE TRAH KEEMTI
POSHAK
MERE GALI ME BHIKARI PEHAN
KE AATE HAIN 
YE AFIQUE THE SHAHER KE 
TAJ KI ZEENAT
JO UNGLIYO ME  MADARI PEHAN
KE AATE HAIN

IBADATON KI ZIMMEDARI BHI 
UN KI TRAF HAI 
JO MASJIDON ME SAFARI 
PEHAN KE AATE HAIN 

HAMARE JISM KE DAAG PE 
TABSIRA KARNE 
KAMIZ LOG HAMARI PEHAN 
KE AATE HAIN 


RAHAT INDORI KI SHAYARI ON MOTIVATION HINDI SHAYARI

RAHAT INDORI SHAYARI


 JHOTI BULANDIYON KA DHUWAN
PAAR KAR KE AA
KAD NAPNA HAI MERA TO 
CHAT SE UTAR KE AA
SONE KA RATH FAQEER KE 
DAR TAK NA AAYEGA
KUCH MANGNA HAI HUMSE 
TO PAIDAL UTAR KE AA


RAHAT INDORI DEEP HINDI SHAYARI 

Rahat indori Shayari

EK NAYA MAUSAM NAYA 
MANZAR KHULA
KOI DARWAZA MERE 
UNDAR KHULA 
EK GAZAL KAMRE KI 
CHAT PE MUNTAZIR
EK KALAM RAKHA HAI 
KAGAZ PE KHULA
CHALTE RAHNE KA 
IRADA SHART HAI 
JAB BHI DEEWARIN UTHI 
HAI CHAT KHULA 
SATH RAHTA HAI YAHI 
AHSAASE JURM
KIS KE ZIMME CHOR AAYE 
HAI GHAR KHULA
MAIN APNE AAP ME  HI 
BAND  THA
MUDDATON KE BAAD YE 
MUJH PE KHULA 

बुधवार, 15 अप्रैल 2020

ATTITUDE Facebook status for Boys and girls

ATTITUDE STATUS FOR BOYS AND GIRLS IN HINDI 

hii gays today we come with Attitude status for boys and girls in hindi .Attitude is Always show your power and ability and our thoughts Hindi attitude qoutes is based on Positive Attitude.  Unique collection of Hindi Attitude qoutes for boys and girls 

Images used in this Articles are taken from verious famous sites and design by our Shayriyan team and images used in this ariticle is created by our shayri expert team. 

Like our page and shear it with your friends circle and comments below section. And if any Quarry please contact us at the email.present in the contact page. 



Attitude Funny hindi status

ATTITUDE HINDI SHAYRI 


Tu mere Naseeb me Nahi hai 
Jis ke Naseeb me hai us ko 
Tension mubarak 😂😂


Funny Hindi Shayri


FUNNY HINDI SHAYRI 

Sonu ek ray hai 
Isqk se bahtr chai hai 

😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂

Girl Attitude hindi shayri

GIRLS ATTITUDE HINDI SHAYRI 


kisi k sun ke 
Khamosh Rah jana Taklif deta hai 
Kisi ki sun ke us double suna dena 
Sukoon deta hai....😂😂😂 😂😂
😄😄😄😄😄😄😄
Awesome girls Attitude




AWESOME GIRL ATTITUDE 

Kirdaar dekh kar 
Log mureed hojate hai 
Hum Zabardasti 
Dilo pe kabzaa nahi karte ...



😍😍😍😍😍❤❤❤❤❤❤❤❤

Positive attitude qoutes


POSITIVE ATTITUDE QOUTES 


Na poch mera rang 
Mai kitne mauj me honn 
Duniya me mohabbat faila ke 
Ek Muhabbat ke khoj me honn....


❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤


SOME BOYS ATTITUDE QOUTES 


Dil me mohabbat ka hona jruri hai

Vrna yaad to roj dushman bhi kiya krte hain.
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤


Aksar Wohi Log Uthhate Hain Hum Par Ungliyan,

Jinki Humein Chhune Ki Aukaat Nahi Hoti.

😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍


Mt kro meri peeth ke piche baat jaakr kone me

Vrna puri jindagi gujr jayegi rone m
🖒🖒🖒🖒🖒🖒🖒🖒🖒🖒🖒🖒



Woh Khud Par Guroor Karte Hai,
To Isme Hairat Ki Koi Baat Nahi.
Jinhe Hum Chahte Hai,

Woh Aam Ho Hi Nahi Sakte.




So i hope you likes our unique collection
Please subscribe our page and likes our page and comments in below section..