New Hindi Shayari
Heart Touching Love Shayari लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Heart Touching Love Shayari लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

शनिवार, 5 दिसंबर 2020

LOVE SHAYARI IN HINDI

 LOVE SHAYARI |HINDI LOVE SHAYARI|HINDI LOVE SHAYRI WITH IMAGES 



HII ALL AAJ HUM LEKE AAYE HAI AAP SAB KE LIYE 
UNIQUE HINDI LOVE SHAYARI FOR ALL LOVERS 
HUSBAND AND WIFE BF GF SHAYRIES LOVE SHAYRI ALWAYS AAP KE LOVERS KO HUSBAND OR WIFE KO YA AAP KE SPECIAL ONE KO BEST FEELING KARAYEGI
ISLIYE AAJ HUM AAP KE LIYE LEKE AAYE HAI LOVE SHAYARI .

HINDI SHAYARI AISI BHASHA HAI JO KAM LAFZO ME AAP KE FEELING KO APNE PARTNER TAK POCHADETI HAI .


HINDI LOVE SHAYARI |LOVE SHAYARI |ROMANTIC SHAYARI


HINDI SHAYARI



HAZAR CHAHERON ME HINDI LOVE SHAYARI

Hazaar chaheron me ek tum hi 
dil ko ache lage 
Warna na chahat ki kami thi 
na chahane Walon ki 

Love shayari


PYAR WO NAHI HINDI LOVE SHAYARI

Pyaar wo nahi jo duniya 
ko dikhaya jaye
pyar wo hai jo 
dil se nibhaya jaye
 

Love Shayari



KOI GUNAH NAHI LOVE SHAYARI

pyar karna koi gunah 
nahi hota 
pyar se pyara koi jazbaa
nahi hota 
pyar ka rishta isliye 
chipana padta hai
kyon ke suchaa pyar 
logo se bardasht 
nhi hota ......

love shayari


SAD LOVERS SHAYARI

kabhi kabhi mera 
dil karta hai 💔
ke baith ke itna ro
ki ro ro ke hi Mar jaon...😭

love shayari

KAISE SAMJHAON TUMHE HINDI LOVE SHAYARI 

kaise samjhaon tumhe 
khud hi samjh jao na 
Bahut yaad aati hai tumahri 
aake gale lag jao na ....

love shayari

DIWANGI KI HADD  LOVE SHAYARI

meri DIWANGI ki Koi  hadd nahi 
teri surat ke siwa Kuch yaad nahi 
tu gulab hai Mere Gulshan ka 
tere siwa mujh per kisi ka haq nahi 


HINDI SHAYRI

SHAK HINDI LOVE SHAYARI

pyar me bharosa hona 
Chahiye Shak 
to puri duniya karti hai .....

Love shayari


HINDI EMOTIONAL LOVE  SHAYARI

kisi ki anmol chahat ko 
mazak me mat lena .
kisi se dil laga ke 
dil tod na dena 
jis ko Tumahre bina jeene ki 
aadat na ho 
us ko akele jeene ke liye 
chor na dena ......

love shayari


ROMANTIC LOVE SHAYARI

Sardiyan bahut badh 
gayi hai 
ijazat ho to main tumahre 
rajai me aa jaon......

hindi Shayari



UPSET LOVE SHAYARI

udhaas nahi hona kyon ke 
Main sath hon
Samne na sahi par aas paas 
honn 
palkon ko band kar jab bhi 
dil me dekhoge
mai har pal tumahre 
sath honn.....


love shayari


YAAD SHAYARI 

bahti hawaon se Awaaz 
aayegi 
har dhadkan se fariyaad
aayegi
bhar denge aap ke dil me 
pyar itna ke 
saans bhi loge to humari 
yaad aayegi....

love shayari



MULAKAAT SHAYARI


💕 mulakaat Na hoti to 
kya hua 💕
💕 pyar to fir bhi beshumaar
karte hai tumse💕


love shayari



I LOVE YOU SHAYARI


tum ko jaan se payara 
bana liye 
Dil ko sukoon ankh ka 
Tara bana liyaa
Ab tum Sath do Ya don 
Tumhari marzi 
Humne to Tumhe zindagi 
ka Sahara bana liya ....

love shayari


GOOD MORNING QUOTES 
GOOD MORNING HINDI THOUGHT


I love you jaan 
subha ki chai aap 
ke liye .......

Hindi Shayari



PROMISE QUOTES HINDI SHAYARI

kisi ne mujhe promice kiya 
tha 
main tumahre sath 
kabhi nahi chodonga
aaj na wo promice hai 
na wo sath hai ....
Zindagi se Acha khel jate hai 
log ....

Hindi Love Shayari



LOG POSITIVE QUOTES 

 Aakhri log aise kyon 
hote hai  .....
jb Unko apni Matlab ki  baat karni
hoti hai ...
To wo kitne Ache se baat karte hai 
Jab matlab Nahi hota to Andaaz 
Hi badal jata hai .....

Love shayari



KISMAT SHAYARI

zara sa Khush kya ho 
jata hun
Kismat ko Bura lag
Jata hai ...

LOVE SHAYARI


Pagal....

Hakikat Kuch Aur hi 
Hoti hai har Gumsum
insaan Pagal nahi 
hotaa.....

Yaad Shayari

Yaad Shayari

Aati hai Jab yaad teri 
to teri Yaado me kho
jaate hai....

aaj kl tujhe sochte sochte hi
hum sojate hai ... 😘

Hindi Shayari

I MISS YOU QUOTES

Nahi Raha jata Tumhare bina 
isliye 
Baar baar tumhe hum msg 
karte hai 
Warna 
Hume koi shock Nahi hai 
Tumhe yon preshan karna ka....

Love shayari



Bharosa

Sub Kuch tod dena lekin
kabhi kis ka Bharosa Aur 
ummid mat todna ..
Isme insaan ki Awaaz nahi 
nikalti Par 
Taklif hadd se bhi zyada 
hoti hai...

Love Hindi Shayari

Jaan ho tum

Thode Gusse wale 
Thode Nadaan ho tum 
magar jaise bhi ho 
Meri jaan Ho tum... ❤

Love shayari



Yaad Shayri 

Har waqt Tere aane ki 
Aas rahti hai 
Har pal tumse milne ki 
payaas Rahti hai 
Sab Kuch yaha Bus tu Nahi 
Shayad isliye Zindagi 
udhaas Rahti hai 


love shayari

ROMANTIC SHAYARI

Mere seene se lag 
ke Sono wo dhadkan..
❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Jo har waqt Tujhse milne ki 
zidd karti hai ,

Love shayari

Sono jaan

Sono jaan...❤
payar ke liye dil .. 💞
Dil ke liye aap 👧
aap ke liye hum 👦
hamare liye aap 
zaroori hai...💑

I love you 

love shayari

Love shayari 

Rab kare ke Hamara pyar 
itna succha Ho kI
Tu Rahe kisi ke Sath bhi 
par yaad tujhe meri hi 
aaye .....


Love shayari

I MISS YOU QUOTES 

Kuch majboriyan Hai 
Warna ... 💞
kahan Raha Jata hai 
Tere bina 💋



Love Shayari

SUKOON SHAYARI

Kabhi kabhi Sirf 1 
Jhalak Dekh ne se...
🙈💋
itna sukoon milta 🤗 
hai ke❤
dil karta hai  😍 Sara din 
buss tujhe Hi dekhta 
Rahon...🙈😘



CONCLUSION

Yeh saare Shayari Aap ko kaise  lage 
comments kar ke apna opinion  de or Agar aap ki demand ki Koi Shayari chahiye to aap comments me bata skte hai ....


SOME OTHER SHAYARIES FOR YOU 










मंगलवार, 17 नवंबर 2020

Rahat Indori Shayari best Collection

 RAHAT INDORI BEST SHAYARIES

Rahat Indori shayri

INTRODUCTION 

Rahat  Indori ka Janam Indaur me 1 January 1950 ko Hua tha Rahat Indori India ka Famous shayar the unhe Shayari ke Zamane ka Ubharta (Rising) Star mana jata Tha .

Rahat Indori  ne apna career indra kumaar college indaur mein urdu saahity ke techar ke taur par shuroo kiya. Students ke beech vo jaldee hee lokapriy ho gaye. phir Rahat mushaayaron mein busy hote chale gaye  parivaar kee aarthik sthiti bahut achchhee nahin thee aur raahat jee ko shuruaati dinon mein kafi mushkilon ka saamana karana pada tha.


haal ke barason mein poore bharat aur videshon se Rahat Indori ko mushaayaron ke nimantran milate the. Rahat Indori me  gajab ke Shayari shamata aur maulikata thee. shabdon ke bazigari  bhi vo khoob jaanate the. isee se vo hit hote chale gaye. logon ke bich dilon mein jagah banane lage. unakee kavita khushabo khaasi hit rahi jisane unhen ek tarah se urdoo saahity ke duniya mein ek prasiddh shayar bana diya.

jaane-maane urdu shayar rahat indori ka 10 August 2020 ko corona positive hone ke kaaran indaur mein hospital mein bharti karaaya gaya tha. 24 ghante ke andar heart attack ke kaaran unaka nidhan ho gaya.


 
Rahat indori

chaliye Kch Un ke best Hindi Shayari Aap ko Dekhate Hai 

Sabhi Ka Khoon Hai Shamil 

yaha ki mitti me 

kisi ke baap Ka Hindustan

Thodi hai 


Best Attitude Shayari Of Rahat Indori

Rahat Indori Shayari


ROZ TAARON KI NUMAAISH ME 
KHALAL PADTA HAI 
CHAND PAGAL HAI ANDHERE ME 
NIKAL PADTA HAI 

BEAUTIFUL ATTITUDE HINDI SHAYARI
BY RAHAT INDORI

Rahat indori Shayari


MAINE MULKON KI TRAH 
LOGON KA DIL JEETA HAI 
YE HUKUMAT KISI TALWAAR KI 
MOHTAAJ NAHI ...
LOG HONTO PE SAJAYE FIRTE HAI 
MUJHE 
MERI SHOHRAT KISI AKHBAAR KI 
MOHTAAJ NAHI 

HINDI SHAYRI OF RAHAT INDORI 
Rahat indori Shayari


 
JO MANSABO KE PUJARI 
PEHAN KE AATE HAIN.
KULAH TAUK SE PEHAN 
KE AATE HAIN
SHAHER TERE TRAH KEEMTI
POSHAK
MERE GALI ME BHIKARI PEHAN
KE AATE HAIN 
YE AFIQUE THE SHAHER KE 
TAJ KI ZEENAT
JO UNGLIYO ME  MADARI PEHAN
KE AATE HAIN

IBADATON KI ZIMMEDARI BHI 
UN KI TRAF HAI 
JO MASJIDON ME SAFARI 
PEHAN KE AATE HAIN 

HAMARE JISM KE DAAG PE 
TABSIRA KARNE 
KAMIZ LOG HAMARI PEHAN 
KE AATE HAIN 


RAHAT INDORI KI SHAYARI ON MOTIVATION HINDI SHAYARI

RAHAT INDORI SHAYARI


 JHOTI BULANDIYON KA DHUWAN
PAAR KAR KE AA
KAD NAPNA HAI MERA TO 
CHAT SE UTAR KE AA
SONE KA RATH FAQEER KE 
DAR TAK NA AAYEGA
KUCH MANGNA HAI HUMSE 
TO PAIDAL UTAR KE AA


RAHAT INDORI DEEP HINDI SHAYARI 

Rahat indori Shayari

EK NAYA MAUSAM NAYA 
MANZAR KHULA
KOI DARWAZA MERE 
UNDAR KHULA 
EK GAZAL KAMRE KI 
CHAT PE MUNTAZIR
EK KALAM RAKHA HAI 
KAGAZ PE KHULA
CHALTE RAHNE KA 
IRADA SHART HAI 
JAB BHI DEEWARIN UTHI 
HAI CHAT KHULA 
SATH RAHTA HAI YAHI 
AHSAASE JURM
KIS KE ZIMME CHOR AAYE 
HAI GHAR KHULA
MAIN APNE AAP ME  HI 
BAND  THA
MUDDATON KE BAAD YE 
MUJH PE KHULA 

बुधवार, 8 जनवरी 2020

True love Shayri

True Love shayri 

Hello gays today we come with shayri which is best on True love .all know that 
True love emotions are very special for all of us .true love gives you a special feeling that u feel so beautiful around us. 

You can post on Facebook Tweter and instagram and whatsapp with Your Lover name and he/she smile after this and that smile only by you . 

Best couple
True love couple


Ek tera hi to khayal hai
Mere paas ...😍
Warna kon akele baith 
Kar muskurata hai 😋


Beautiful girl
True love 

Teri saans ke sath 💦
Chalti hai meri saans 🎶
Or tum 👧 pochte ho 🌹
Yaad kia ya nahi 👀


Beautiful girl
True love 


Tum mujhe msg 📱
Karo ya na karo 😔
Tum mujhe yaad 🙂
Karo ya na karo 😢
Mai Hamesha 😊 tmhare 
Msg ka wait kronga 😍
Hmesha tumhe yaad 
Karonga 😍


True love 

Youhi dooriyon me guzar gyi 
Kabhi wo juda 
Kabhi mai  juda 
In chahaton ki mood per 
Kabhi wo roki 
Kabhi mai ruka
Wahi raste wahi manzile 
Na use khabr 
Na mujhe pata 
Apni apni ana ki aag me 
Kabhi wo jali 
Kabhi mai jala 
Ye qudrat ka ajeeb kheel tha 
Na wo bewafa 
Na mai bewafa 
Phir ye kaise insaaf hai 
Na wo mujhe mili 
Na mai us ko mila 





Pyar bhi kitna 
Ajeeb hota hai 
Dard dene wale 
Se mil ke hi sukoon 
Aata hai 🎶😍


True love
True love 

Tum hme jaan pao
Tmhe itni fursat kaha thi 
Or hum tmhe bhul jaye 
Itni hme jurrat kaha thi 

True love

Ek mohabbat hai or 
Ek us ki Nishani hai 
Ek dil hai jaise purani 
Hawaili hai 
Safar Raat ka hai 
Raat bhi tufani hai 
Ibtedai isqk se 
Intehai isqk tak 
Mai hi tha bewafa 
Mai ne hi wafa nibhai 
Ye intezaar khatam q 
Nhi hota kisi se pocho 
Kya koi manzil mukaddr hai 
Ya yahi meri adhori kahani hai 

True love
True love 

Yaad rakhna 
Apne dil ka haal 
Har kisi ko mat sunaya karo 
Yaha mazak banane 
Me dair nhi lagti
TRUE LOVE 


Kal raat chand ko 
Dekh ke ye ahsaas hua 
Tum akele ho 
Tmhe meri zaroorat hogi 
Aye khuda use bhi 
Kisi or ka na hone dena 
Warna umar bhar mujhe 
Tujh se shikayat hogi 


TRUE LOVE SHAYRIYAN 
Zamana badal raha hai
Ab halat bhi badlenge
Rishte wahi rahenge
Bss rishto ke naam badlenge7
Agar yakeen nhi mujh pr
To Aitebaar kar ke dekh sab ka 
Aise log bhi hai tere sath 
Jo tere halat ke sath badlenge
Shyriyan true love 
Aye dil mat kar tu 
Kisi se mohabbat itni 
Isqk me mila dard tu 
Sah nahi payege
Toot kar bhikar jayega 
Apno ke hathon se 
Kis ne toda ye bhi 
Kisi se kah nahi payega


Shayriyan True love

Agar aap ka special one 
Aap se ladta hai?
To is ka ye matlab nhi 
Ke wo aap par trust nhi 
Karta 
Its mean ke wo aap ko 
Khone se bahut darta hai 
Couple
True love 
Kuch to socha hoga 🤔
Kismat ne tere mere 
Baare me 👫
Warna itne badi duniya me 
Tum se hi mohabbat q hoti 💑
Cute couple
True love
Ek meri hai nazar
Ho uspe humdam 
Koi nazar us ka didaar
Na karsake 
Ho meri mohabbat ki 
Shiddat itni gahri 
Ke wo bhul se bhi 
Kisi or ko pyar na kre 💑🙈


True love 

Abhi tum baith jao na
Bahut si baat baaki hai
Mere halat baaki hai
Mere jazbaat baaki hai
"Suno"
Mujhe tum kyon satate ho
Mujhe itna Rulate ho 
Mujhe tum se mohabbat hai
Mujhe tum kyon aazmate ho 
Tmhi ko yaad karte hai 
Tumhi se pyar karte hai 
Meri to zindagi bhi tum ho 
Ye baat smjh kyon nahi paate ho
Mujhe tum yaad aate ho 
Meri to har khushi tum se 
Meri har aarzo tum se 
Mujhe tum kyon satate ho..


True love 
Tum to bass khushiyon 
Ki tayyari karo meri jaan 

Hum Janaza bhi uthwa denge 
Teri khushi ke 


True love 
Tum kahte ho 
Tumhe phoolon se 
Mohabbat hai 
Par jab ye khilte hai 
Tum unhe tood dete ho 
Tum kahte ho tmhe 
Barish se mohabbat hai 
Par jab ye aati hai 
To chup ke baith jaate ho 
Tum kahte ho tmhe 
Hawwaon se mohabbat hai 
Par jab ye aati hai tum 
Khidkiyan band kar lete ho
Mujhe us waqt darr lagta hai 
Jab tum kahte ho "
Mujhe tum se mohabbat hai 


True love 
Kya main ab bhi yaad aata honn tumhe?
Ya ab koi or hai .
Kya ab bhi tumhara dil mujh se milne ko 
Karta hai ? 
Ya kisi or se mil leti ho ?
Kya mujh se kiye hue wade ab bhi 
Yaad aate hai tumhe?
Ya kisi or se wade kar baithi ho?

Bataona ..............

Kya ab bhi mujh se isqk karti ho 
Ya kisi or ko dil de baithi ho ?


True love 
Jana tera faisla tha 
Maafi meri mohabbat 
Bharosa meri galti thi 
Jhoot teri firrat ...
Qadar hoti to ruk jaate 
Qadam mere piche lene 
Meri galti.....
Kyon kahte ho tumhe 
Mujh se mohabbat hai ...
Jab farq nahi padta
Mere hone se ....

True love

Mere paas to teri yaadein hai 
Tujhe yaad karne ko
Tere paas mera kya hai 
Ek din zaroor laut aaoge tum 
Mere paas ....
Jab tamam duniya se 
Tum haar jaoge 
To laut kar aaoge zaroor mere paas 
Magar tumhe us din mahsoos hoga 
Tumne kya khoya hai .....
Magr afsoos mere hath nahi 
Honge tere anso saaf krne ko 


Ek kami hai _____maut
Wo dil legya
Tu jaan lejaa.......😭
True love 

Badnaam karte hai log 
Mujhe jis ke naam se ..
Kasam khuda ki ....
Kabhi jee bhar ke 
Dekha tak nahi us ko ....


True love 


Pyar me tere maine 
Sab ko bhula diya 
Wade maine kiye 
Sitam tune kiye 
Zindagi me saya banke 
Sath nibhayegi 
Fir bhi kyon tune 
Mere dil ko rula diya
Bewafa tere bina 
Dil ko chain kahan 
Har pal satati hai 
Mujhe teri wo baate 
Ankhen bhar aati hai 
Saanse tham jaati hai 
Lakh bhulaya tujhe 
Fir bhi tu yaad aati hai 
Kaise sahon tere dukh 
Ye tere gum 
Bss ek jaan hi baaki hai
 Aye zalim ise bhi leja 
Bada tadpati hai 💔💔



True love 💔💔

So gays that was limited edition of beautiful true love shayri i hope you feel deeply love after reading this all shayriyan

If any mistake please comment below for better results