New Hindi Shayari

गुरुवार, 17 जून 2021

Love poem

 LOVE POEM  

LOVE POEM

Hosh Walon Ko Khabar kya 
Be khudi Kya cheez hai 🔰

Isqk Ki Jiye Fir smjhi ye 
dil lagi Kya cheez hai
🔥🔥🔥🔥  
Un Se Nazre Kya mili
Roshn Fiza-e Hogyi 🔰
Aaj Jana pyar ki jadugari
Kya cheez hai 

🔥🔥🔥🔥
Bikhri Zulfon ne Sikhaya 
Mausamon ko Shayari 
Jhukti Ankhon Ne bataya 
Mai kashi Kya cheez hai 
🔥🔥🔥
Hum labo se kah na paye 🔰
un se Haal-e-Dil Kabhi 
Aur Wo SMJhe Nahi ye khamoshi
kya cheez hai