New Hindi Shayari
Romantic shayri लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Romantic shayri लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

शनिवार, 4 जनवरी 2020

Romantic feeling love Shayri (with image)

Feeling Love Shayri (Romantic With Photo )


Hello gays today i come with very special and romantic shayri for All of uh after reading this u feel so romantic inside the heart . U can post in facebook instagram and on WhatsApp for Your special person 
So lets Start 


Love Romantic Feeling 

Us ke honto ko 👄 chuma 
To 👉 Ahsaas hua 🙈
Ek paani 💦hi Zaroori 
Nhi pyaas bujhane ke liye 😍😘
Form hins
FEELING LOVE
Feeling Love 😍😍
Bandh jaye kisi se 
Roh ka bandhan 😍
To izhare mohabbat ko 
Lafzo ki zaroorat nahi 😘

Hins

Love Alwasys Romantic 🙈

Suraj 🌞 dhalte hai 
Rakh dia us 👩ne honto 
Pe mere 👨hont 👄
Isqk ka Roza tha or gazab 
Ki Iftari 😍😍

Hins

Feeling love 
Bahut khubsuraat hai 😍 
Tere 👉👨 Ahsaas😍 Ki khusbo......
 Jitna bhi 🤔 sochte hai utna 🙈 
mahek  jaate hai 🌹🌹


Feeling Love 🙈 feeling Romantic
Jana ...........
Izhaar 🙈 iqraar 👄 Wafa... 
Sab to kia 👉👨 mai ne 
Or kaise 🤕 bataon Pyar 😍
Kitna kiya 👨 mai ne 👉👩 tum se 


Feeling love Feeling Romantic 
Ye kaisi khawhish hai 🤕
Jo mit ti nahi 🙈
Tujhe 👩 dekh liye hee bhar ke 🙈
Fir bhi nazre hat ti nahi 👀 

Romantic feenling love 
Kya January  
Kya February 🤕 
Hum kya kare November or 🙄
December ko 😡
Jab ammi ka damaad nahi 
Sath hamare 🙈 
Aag lage is calendar ko 😜



Romantic shayri Feeling love 
Cheen lon 👉👩 tujhe 
🌍 duniya se ye 👉👨 mere 
Bus me nahi 😓
Magar 😍 koi 👩 mere 👨 dil 👉❤
Se Nikal de 🛇 kisi ke bss ki baat 🙄 
Nahi 💑


Feeling Romantic Love 😘
Duniya ka sab se bahtreen 👌
Rishta wahi hai 😍 jo 
1 choti se sorry se chote se gusse se 👹
Fir phle jaisa hojaye 😍❤


Feeling Love Romantic 👄
Apna khayal 👉🙇 rakha kro 😘
Mana ke zindagi aap ki hai 
Bttt jaan to hamari hai 😘😘
Romantic love Shayri 😘😘

Kisi ki chahat me 
Tadap ke dekho tabhi 
To pata chalega izhaar 
Kya hota hai 
😍😍😍😍😍😍😍😍
Agar pyar bina tadap 
Mil jaye to kaise 
Janoge pyar kya hota 
Hai 👄

Love Romantic feeling ❤

Sono kabhi tum naraz 🤕 
Hue to hum jhok jayenge 😊
Or kabhi hm 🙄 naraz hue 
To tum gale laga lena 🙈


Love Romantic Feeling 
Yaado me tum 
Khawab me tum 
Zikar me tum 
Fiqr me tum 
Khushi me tum 
Udhasi me tum 
Khayal me tum 
Pyaar me tum 
Bss mere paas 
nhi tum 


Love Romantic feeling ❤

Meri heartbeat ho aap 👉🙇
I love you so much 😘😘


Romantic love feeling shayri

Aap se suru ho ke 
Aap par hi khatam 👉🙇
Mera gussa 👹 bhi 
Mera pyar bhi 😘

Love shayri romantic feeling 

Hum apne naseeb se zyada 😊
🙇tujh pe bharosa kiya hai 
Kyon ke naseeb to bahut baar 
Badla hai magr.......
Mera pyar hamesha tu hi hai 

Romantic love feeling shayri 

Tu kitna bhi karle 
Ignore 👀
I always love you 
More 😘 and more 😘😘


Love Feeling Romantic shayri 

Sun pagal 
Ye dil bhi ajaab cheez hai 
Dekhta sab ko hai 
Lekin dhondta sirf 
Aap ko hai 



Shayri Romantic love 
Honto pe rakh ke hont 
Kaha us zalim ne 👄😘
Kya shikayat hai 🤔 
Ab bolte kyon nahi 😘




Romantic love feeling shayri 

Mat poch ke kis qadar 💥
Aata hai pyar tujh pe 😍
Dil karta hai honto pe hont rakh ke 💋
Peelon saanse teri 😘



Romantic Feeling love shayri
Babu ye jaan bhi teri hai 😍
Ye dil bhi tera hai ❤
Or tu meri jaan hai 🙈
Tujh pe haq sirf mera hai 💋



Romantic shayri love feeling 
Hum un ke honto ko choom kr 💋
Pyass bujana chahte the 💦
Choome hont un ke to wo bhi 😍
Barso ke payase nikle 😘


Love Shayri romantic feeling 

Honto pe naam hai tera 💋
Dil me yaad hai teri ❤
Zamane se hme kya lena🙄
Jab tujh me basi hai jaan meri 😘



Love Romantic Feeling shayri 

Jaan pyari hai 👌❤
Magar wo jaan se 
Zyada pyari hai 😘💋

For more romantic shayri like this 
Click here  

Romantic shayri love feeling 

Bss 1 baar tum se baat 
Hojaye ❤
Fir raat ko dil kahta hai 
Ke aaj ka din Axaa tha 😍


H
Romantic shayri Feeling love 

Meri sweetheart bhi tu 
Meri like mera love bhi tu 
Jab bhi pyar ka naam aaya 
Mera dil only beating for you 💋😘
Romantic love feeling shayri 

Meri pasnd sirf pyar 
Tak nhi hai 👌❤
Meri khawhish tere 
Sath jannat tak jane 
Ki hai 😘💋


Romantic shayri Feeling love 

Ek sukoon 😊 sa milta hai 
Tujhe 👧 sochne se bhi 😍
Fir kaise mai kahdon😏
Mera isqk be wajah sa hai 
Hins
Romantic love feeling shayri 

Romantic feeling Love Shayri 
Pata nhi ye kab sunne ko
Milega 🙄
Jaldi se mandap me aajeye
Dulhna tayyar hai 🙈😘💋


Romantic love feeling shayri 
My eyss 👀 missing you 
My feeling 😍 love you 😘
My hand 👫 need you 
My heart ❤ just for you
My mind call you 
I wanna die 😭 without you 
Because I love You 😘


So gays that was some beautiful and unique love romantic shayri i hope you enjoy if any mistake please 
Comment below section for progression and thanks you gays 
Love you so much all of you 😘😘😘

गुरुवार, 26 दिसंबर 2019

Romantic Shayriyan (New)Hindi

ROMANTIC SHAYRIYAN (New ) Hindi 




So hello gays Assalamu alikum warahmatullahi wabarakatuhu  Namaste SaStriyaa kaal   Aaj mai leke aaya honn fir se bahut romantic shayriyan Facebook post ke lia whatsapp Status ke lia insta story ke lia ..........



💕💕
Chalo ab rothna choro 
Chalo ranjish bhula dona 
Mohabbat tum bhi krte ho 
Mohabbat hum bhi krte hai 
To fir ye rothna kaisa ????
To fir ye Ranjishe kaisi????
Tmhare paas sab kuch hai 
Ye daulat hai ye shauhrat hai 
Bahut chahne wale hai 
Tmhara mann rakhne wale hai 
Magar mere daman me 
Sona na meri jaan sirf teri mohabbat hai 
Mujhe tum se ye kahan hai 
Bus tere sath rahna hai 
Tere hi sath rahna hai ....😘😘😘

Romantic shayari
Romantic shayari 

❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤


Mai nahi jaanta.....
Mujhe aap se itna pyar kb hua ???
Kab maine aap ke sath 
Zindagi ke sapne banane
Shoro krdie 
Kab meri dua me 
Tu hi hu chahiye ki pukaar 
Shoro hui 
Mai bus itna jaanta honn
Mera sab kch aap ho 
Aap meri choti si duniya ho ....
Romantic shayari

❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤






Aye chand ki kirno 
Jao na ......
Tum us ko choo 
Kr aaona ......
Wo kab kab 
Kya kya krta hai 
Jangta hai ya sota hai 
Wo kisse baate karta hai 
Wo sham ko kaise dekhta hai 
Wo raat ko kaise dekhta hai 
Wo soye to kaisa lagta hai 
Tum chupke chupke jaona 
Mere chand ko dekh ke aaonaa
Romantic shayari

💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕




Tumhi aake tham 
Lo mujhe 
Sab ne chor dia hai 
Tmhara smjh kr ....
Romantic shayari



💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕




Wo mohabbat ki 
Kuch aisi misaal rakhti hai 
Wo khud se zyada 
Mera khayal rakhti hai ......
Romantic shayari



❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕







So gays ye thi aaj ke kuch shayriya  kaise lage comments kr ke bataye 

Or tab tk ke liye chalte hai dua me yaad rakhiye nasmaste Allah hafiz .........


Romantic Shayari(new) In Hindi Best Collection For Your Love

ROMANTIC SHAYRIYAN FOR LOVER AND BF AND GF .....

Hello gays todays we collect most beautiful shayri for lover and gf  

So lets start the new one 
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇

ye manzile ye raaste
Meri har dua tere waste
Ye sukoon or ye karaar bhi 
Mera mann bhi tere waste...

Kabhi gum ne tere kareeb ho 
Tujhe har khushi naseeb ho 
Meri iljeta tere waste ....
Meri har dua tere waste 

  


❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤


Use khone se darta tha 
Bahut rone se darta tha 
Fir aakhir ye smjh aaya 
Ke roya un ko jata hai 
Bichad jane mohabbat se 
Ke khoya un ko jata hai 
Jo hasil ho masayyar ho 
Jo danstaa bichad jane
Use roya nhi krta 
Jisi paya na ho kabhi 
Use khoya nhi karte 



Unhe kahna ........
Gile unhi se hote hai 
Jo dil ke paas hote hai 
Shikayat unhi se hoti hai 
Jo baht khaas hote hai 
Mera tumse gila krna 
Tmhe u hi rula dena 
Khafa krna mana lena 
Mohabbat ki alamat hai 
Ye ulfat ki nishani hai 
Mohabbat me kabhi hargiz 
Use dil per nhi lena 
Use kahna mohabbat ki 
Tawaqa un se hoti hai 
Jinki aas hoti hai  
Mohabbat be shumaar hoti hai .........

Preshan tum nhi hona 
Kabhi chup ke se na rona
Judai zaher hoti hai 
Mujhe maloom hai lekin 
Faraq-baher ke mausam 
Kabhi to beet jayenge 
Mohabbaton ke lamhe laut aayenge 
Wahi shamin wahi kisse 
Wahi baate wahi raate 
Fir wahi dastan hogi 
Mohabbat maherbaan hogi 





Mohabbat kuch alg si hai 
Usse wo mere khayalon 
Me nhi mere khawabo 
Me rahta hai ..💕💕





So gays kaisi lagi aaj ki shayri hme comments kr ke bataye post ko like kre or mere block ko follow kre take aage ke update aap ko sab se phle mil sake 
Tab ke lia ijazat ................