New Hindi Shayari
cute shayri लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
cute shayri लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

बुधवार, 8 जनवरी 2020

True love Shayri

True Love shayri 

Hello gays today we come with shayri which is best on True love .all know that 
True love emotions are very special for all of us .true love gives you a special feeling that u feel so beautiful around us. 

You can post on Facebook Tweter and instagram and whatsapp with Your Lover name and he/she smile after this and that smile only by you . 

Best couple
True love couple


Ek tera hi to khayal hai
Mere paas ...😍
Warna kon akele baith 
Kar muskurata hai 😋


Beautiful girl
True love 

Teri saans ke sath 💦
Chalti hai meri saans 🎶
Or tum 👧 pochte ho 🌹
Yaad kia ya nahi 👀


Beautiful girl
True love 


Tum mujhe msg 📱
Karo ya na karo 😔
Tum mujhe yaad 🙂
Karo ya na karo 😢
Mai Hamesha 😊 tmhare 
Msg ka wait kronga 😍
Hmesha tumhe yaad 
Karonga 😍


True love 

Youhi dooriyon me guzar gyi 
Kabhi wo juda 
Kabhi mai  juda 
In chahaton ki mood per 
Kabhi wo roki 
Kabhi mai ruka
Wahi raste wahi manzile 
Na use khabr 
Na mujhe pata 
Apni apni ana ki aag me 
Kabhi wo jali 
Kabhi mai jala 
Ye qudrat ka ajeeb kheel tha 
Na wo bewafa 
Na mai bewafa 
Phir ye kaise insaaf hai 
Na wo mujhe mili 
Na mai us ko mila 





Pyar bhi kitna 
Ajeeb hota hai 
Dard dene wale 
Se mil ke hi sukoon 
Aata hai 🎶😍


True love
True love 

Tum hme jaan pao
Tmhe itni fursat kaha thi 
Or hum tmhe bhul jaye 
Itni hme jurrat kaha thi 

True love

Ek mohabbat hai or 
Ek us ki Nishani hai 
Ek dil hai jaise purani 
Hawaili hai 
Safar Raat ka hai 
Raat bhi tufani hai 
Ibtedai isqk se 
Intehai isqk tak 
Mai hi tha bewafa 
Mai ne hi wafa nibhai 
Ye intezaar khatam q 
Nhi hota kisi se pocho 
Kya koi manzil mukaddr hai 
Ya yahi meri adhori kahani hai 

True love
True love 

Yaad rakhna 
Apne dil ka haal 
Har kisi ko mat sunaya karo 
Yaha mazak banane 
Me dair nhi lagti
TRUE LOVE 


Kal raat chand ko 
Dekh ke ye ahsaas hua 
Tum akele ho 
Tmhe meri zaroorat hogi 
Aye khuda use bhi 
Kisi or ka na hone dena 
Warna umar bhar mujhe 
Tujh se shikayat hogi 


TRUE LOVE SHAYRIYAN 
Zamana badal raha hai
Ab halat bhi badlenge
Rishte wahi rahenge
Bss rishto ke naam badlenge7
Agar yakeen nhi mujh pr
To Aitebaar kar ke dekh sab ka 
Aise log bhi hai tere sath 
Jo tere halat ke sath badlenge
Shyriyan true love 
Aye dil mat kar tu 
Kisi se mohabbat itni 
Isqk me mila dard tu 
Sah nahi payege
Toot kar bhikar jayega 
Apno ke hathon se 
Kis ne toda ye bhi 
Kisi se kah nahi payega


Shayriyan True love

Agar aap ka special one 
Aap se ladta hai?
To is ka ye matlab nhi 
Ke wo aap par trust nhi 
Karta 
Its mean ke wo aap ko 
Khone se bahut darta hai 
Couple
True love 
Kuch to socha hoga 🤔
Kismat ne tere mere 
Baare me 👫
Warna itne badi duniya me 
Tum se hi mohabbat q hoti 💑
Cute couple
True love
Ek meri hai nazar
Ho uspe humdam 
Koi nazar us ka didaar
Na karsake 
Ho meri mohabbat ki 
Shiddat itni gahri 
Ke wo bhul se bhi 
Kisi or ko pyar na kre 💑🙈


True love 

Abhi tum baith jao na
Bahut si baat baaki hai
Mere halat baaki hai
Mere jazbaat baaki hai
"Suno"
Mujhe tum kyon satate ho
Mujhe itna Rulate ho 
Mujhe tum se mohabbat hai
Mujhe tum kyon aazmate ho 
Tmhi ko yaad karte hai 
Tumhi se pyar karte hai 
Meri to zindagi bhi tum ho 
Ye baat smjh kyon nahi paate ho
Mujhe tum yaad aate ho 
Meri to har khushi tum se 
Meri har aarzo tum se 
Mujhe tum kyon satate ho..


True love 
Tum to bass khushiyon 
Ki tayyari karo meri jaan 

Hum Janaza bhi uthwa denge 
Teri khushi ke 


True love 
Tum kahte ho 
Tumhe phoolon se 
Mohabbat hai 
Par jab ye khilte hai 
Tum unhe tood dete ho 
Tum kahte ho tmhe 
Barish se mohabbat hai 
Par jab ye aati hai 
To chup ke baith jaate ho 
Tum kahte ho tmhe 
Hawwaon se mohabbat hai 
Par jab ye aati hai tum 
Khidkiyan band kar lete ho
Mujhe us waqt darr lagta hai 
Jab tum kahte ho "
Mujhe tum se mohabbat hai 


True love 
Kya main ab bhi yaad aata honn tumhe?
Ya ab koi or hai .
Kya ab bhi tumhara dil mujh se milne ko 
Karta hai ? 
Ya kisi or se mil leti ho ?
Kya mujh se kiye hue wade ab bhi 
Yaad aate hai tumhe?
Ya kisi or se wade kar baithi ho?

Bataona ..............

Kya ab bhi mujh se isqk karti ho 
Ya kisi or ko dil de baithi ho ?


True love 
Jana tera faisla tha 
Maafi meri mohabbat 
Bharosa meri galti thi 
Jhoot teri firrat ...
Qadar hoti to ruk jaate 
Qadam mere piche lene 
Meri galti.....
Kyon kahte ho tumhe 
Mujh se mohabbat hai ...
Jab farq nahi padta
Mere hone se ....

True love

Mere paas to teri yaadein hai 
Tujhe yaad karne ko
Tere paas mera kya hai 
Ek din zaroor laut aaoge tum 
Mere paas ....
Jab tamam duniya se 
Tum haar jaoge 
To laut kar aaoge zaroor mere paas 
Magar tumhe us din mahsoos hoga 
Tumne kya khoya hai .....
Magr afsoos mere hath nahi 
Honge tere anso saaf krne ko 


Ek kami hai _____maut
Wo dil legya
Tu jaan lejaa.......😭
True love 

Badnaam karte hai log 
Mujhe jis ke naam se ..
Kasam khuda ki ....
Kabhi jee bhar ke 
Dekha tak nahi us ko ....


True love 


Pyar me tere maine 
Sab ko bhula diya 
Wade maine kiye 
Sitam tune kiye 
Zindagi me saya banke 
Sath nibhayegi 
Fir bhi kyon tune 
Mere dil ko rula diya
Bewafa tere bina 
Dil ko chain kahan 
Har pal satati hai 
Mujhe teri wo baate 
Ankhen bhar aati hai 
Saanse tham jaati hai 
Lakh bhulaya tujhe 
Fir bhi tu yaad aati hai 
Kaise sahon tere dukh 
Ye tere gum 
Bss ek jaan hi baaki hai
 Aye zalim ise bhi leja 
Bada tadpati hai 💔💔



True love 💔💔

So gays that was limited edition of beautiful true love shayri i hope you feel deeply love after reading this all shayriyan

If any mistake please comment below for better results 

शनिवार, 4 जनवरी 2020

Romantic feeling love Shayri (with image)

Feeling Love Shayri (Romantic With Photo )


Hello gays today i come with very special and romantic shayri for All of uh after reading this u feel so romantic inside the heart . U can post in facebook instagram and on WhatsApp for Your special person 
So lets Start 


Love Romantic Feeling 

Us ke honto ko 👄 chuma 
To 👉 Ahsaas hua 🙈
Ek paani 💦hi Zaroori 
Nhi pyaas bujhane ke liye 😍😘
Form hins
FEELING LOVE
Feeling Love 😍😍
Bandh jaye kisi se 
Roh ka bandhan 😍
To izhare mohabbat ko 
Lafzo ki zaroorat nahi 😘

Hins

Love Alwasys Romantic 🙈

Suraj 🌞 dhalte hai 
Rakh dia us 👩ne honto 
Pe mere 👨hont 👄
Isqk ka Roza tha or gazab 
Ki Iftari 😍😍

Hins

Feeling love 
Bahut khubsuraat hai 😍 
Tere 👉👨 Ahsaas😍 Ki khusbo......
 Jitna bhi 🤔 sochte hai utna 🙈 
mahek  jaate hai 🌹🌹


Feeling Love 🙈 feeling Romantic
Jana ...........
Izhaar 🙈 iqraar 👄 Wafa... 
Sab to kia 👉👨 mai ne 
Or kaise 🤕 bataon Pyar 😍
Kitna kiya 👨 mai ne 👉👩 tum se 


Feeling love Feeling Romantic 
Ye kaisi khawhish hai 🤕
Jo mit ti nahi 🙈
Tujhe 👩 dekh liye hee bhar ke 🙈
Fir bhi nazre hat ti nahi 👀 

Romantic feenling love 
Kya January  
Kya February 🤕 
Hum kya kare November or 🙄
December ko 😡
Jab ammi ka damaad nahi 
Sath hamare 🙈 
Aag lage is calendar ko 😜



Romantic shayri Feeling love 
Cheen lon 👉👩 tujhe 
🌍 duniya se ye 👉👨 mere 
Bus me nahi 😓
Magar 😍 koi 👩 mere 👨 dil 👉❤
Se Nikal de 🛇 kisi ke bss ki baat 🙄 
Nahi 💑


Feeling Romantic Love 😘
Duniya ka sab se bahtreen 👌
Rishta wahi hai 😍 jo 
1 choti se sorry se chote se gusse se 👹
Fir phle jaisa hojaye 😍❤


Feeling Love Romantic 👄
Apna khayal 👉🙇 rakha kro 😘
Mana ke zindagi aap ki hai 
Bttt jaan to hamari hai 😘😘
Romantic love Shayri 😘😘

Kisi ki chahat me 
Tadap ke dekho tabhi 
To pata chalega izhaar 
Kya hota hai 
😍😍😍😍😍😍😍😍
Agar pyar bina tadap 
Mil jaye to kaise 
Janoge pyar kya hota 
Hai 👄

Love Romantic feeling ❤

Sono kabhi tum naraz 🤕 
Hue to hum jhok jayenge 😊
Or kabhi hm 🙄 naraz hue 
To tum gale laga lena 🙈


Love Romantic Feeling 
Yaado me tum 
Khawab me tum 
Zikar me tum 
Fiqr me tum 
Khushi me tum 
Udhasi me tum 
Khayal me tum 
Pyaar me tum 
Bss mere paas 
nhi tum 


Love Romantic feeling ❤

Meri heartbeat ho aap 👉🙇
I love you so much 😘😘


Romantic love feeling shayri

Aap se suru ho ke 
Aap par hi khatam 👉🙇
Mera gussa 👹 bhi 
Mera pyar bhi 😘

Love shayri romantic feeling 

Hum apne naseeb se zyada 😊
🙇tujh pe bharosa kiya hai 
Kyon ke naseeb to bahut baar 
Badla hai magr.......
Mera pyar hamesha tu hi hai 

Romantic love feeling shayri 

Tu kitna bhi karle 
Ignore 👀
I always love you 
More 😘 and more 😘😘


Love Feeling Romantic shayri 

Sun pagal 
Ye dil bhi ajaab cheez hai 
Dekhta sab ko hai 
Lekin dhondta sirf 
Aap ko hai 



Shayri Romantic love 
Honto pe rakh ke hont 
Kaha us zalim ne 👄😘
Kya shikayat hai 🤔 
Ab bolte kyon nahi 😘




Romantic love feeling shayri 

Mat poch ke kis qadar 💥
Aata hai pyar tujh pe 😍
Dil karta hai honto pe hont rakh ke 💋
Peelon saanse teri 😘



Romantic Feeling love shayri
Babu ye jaan bhi teri hai 😍
Ye dil bhi tera hai ❤
Or tu meri jaan hai 🙈
Tujh pe haq sirf mera hai 💋



Romantic shayri love feeling 
Hum un ke honto ko choom kr 💋
Pyass bujana chahte the 💦
Choome hont un ke to wo bhi 😍
Barso ke payase nikle 😘


Love Shayri romantic feeling 

Honto pe naam hai tera 💋
Dil me yaad hai teri ❤
Zamane se hme kya lena🙄
Jab tujh me basi hai jaan meri 😘



Love Romantic Feeling shayri 

Jaan pyari hai 👌❤
Magar wo jaan se 
Zyada pyari hai 😘💋

For more romantic shayri like this 
Click here  

Romantic shayri love feeling 

Bss 1 baar tum se baat 
Hojaye ❤
Fir raat ko dil kahta hai 
Ke aaj ka din Axaa tha 😍


H
Romantic shayri Feeling love 

Meri sweetheart bhi tu 
Meri like mera love bhi tu 
Jab bhi pyar ka naam aaya 
Mera dil only beating for you 💋😘
Romantic love feeling shayri 

Meri pasnd sirf pyar 
Tak nhi hai 👌❤
Meri khawhish tere 
Sath jannat tak jane 
Ki hai 😘💋


Romantic shayri Feeling love 

Ek sukoon 😊 sa milta hai 
Tujhe 👧 sochne se bhi 😍
Fir kaise mai kahdon😏
Mera isqk be wajah sa hai 
Hins
Romantic love feeling shayri 

Romantic feeling Love Shayri 
Pata nhi ye kab sunne ko
Milega 🙄
Jaldi se mandap me aajeye
Dulhna tayyar hai 🙈😘💋


Romantic love feeling shayri 
My eyss 👀 missing you 
My feeling 😍 love you 😘
My hand 👫 need you 
My heart ❤ just for you
My mind call you 
I wanna die 😭 without you 
Because I love You 😘


So gays that was some beautiful and unique love romantic shayri i hope you enjoy if any mistake please 
Comment below section for progression and thanks you gays 
Love you so much all of you 😘😘😘