New Hindi Shayari

बुधवार, 25 दिसंबर 2019

Hello dosto aaj hm aap ke lia leke aaye hai bahut khubsurat or romantic shayri jise padh ke aap ke Chahre pe smile aajayegi and aap ko us insaan ka khayal aayega jisse aap pyar krte ho so kch shayri aap ke sanam ke naam ...............

mere humsafar tu yakeen kr 

Mujhe manga to aa na saka 

Mai ne fir bhi mangi yahi dua 

ke gawahi dega mera khuda 

maine jab usse talab kia

kuch nhi manga tere siwa ..


HINS WRITE

Tum or mai jab milenge
Wo din ........is sadi ka sab
Se khubsurat din hoga 😊😊
Tmhara mere robaro aana .....
Waqt ke bahtreen lamho me se ....
Sab se bahtreen lamha hoga .....😘😘😘😘
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤



Kuch log itne khaas hote hai.........❤❤
Un ke sath kch lamhe ki hui baat ....❤❤
Din bhr ke smile ki wajha ban jaati hai❤❤
🍫🍫🍫🍫🍫🍫🍫🍫🍫🍫🍫🍫🍫🍫🍫🍫🍫🍫🍫🍫



Lafz sada hai .......
Magar
Kitne pyare hai 😘😘😘
Tm hamate ho hm tmhare hai
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤



😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍





कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Have any queries let me know